Ye jo zindagi ki kitab hai ye kitab bhi kia kitab hai
kahin aik haseen sa khawab hai kahin janlewa azab hai
kahin ansoon ki hai dastan kahin muskurahatain behisab hain
kai chehray is main chupay huay aik ajeeb se ye naqaab hai
Tags: Aansoo Shayari, Barsaat Shayari, Shayari sms, Zindagi ki Kitab Shayari, Zindagi Shayari

