tumhen aisa kyun lgta hai kay
hum khud dhoondtay hain apnay rishton ko,
suno jana! kabhi aisa nhin hota,
tumharay or mere chahnay se too kuch bhi nhin hota,
kay sab rishtay, sabhi bandhan kahin pehlay se rakhay hain,
woh saaray aanay walay pal jo aakhir beet jatay hain,
jo hum se jeet jatay hain,

