Break Up Sms
Mera lafz lafz dua dua, Mere aansuon se dhula hua,
tujhay zindagi ke wo sehar miley,
tujhay muhabaton ka safar miley,
Tujhay dard-o-gam na kabhi choo sakay,
ye dua hai koi gila nahe tujhay zindagi main wo sakoon milay,
jo kisi ko kabhi mila nahe !!

