Shayari SMS, Roz Ye Baat Bhool Jata Hun

August 18th, 2010 by Shani | Filed under Shayari sms.

uski yadon me doob jata hun.
khud ko tanha kbi jo pata hun.

qatra qatra wajood se le kr.
khwahishon ko lahu pilata hun.

log khushiyan talash karte hyn.
main to gham b khareed lata hun.

aj kal hy mizaj e dil barham.
rona chahun to muskrata hun.

roz kehta hun bhool jaon usay.
roz ye baat bhool jata hun!

Tags:

2 Responses to “Shayari SMS, Roz Ye Baat Bhool Jata Hun”

  1. anis says:

    uski yadon me doob jata hun.
    khud ko tanha kbi jo pata hun.

    qatra qatra wajood se le kr.
    khwahishon ko lahu pilata hun.

    log khushiyan talash karte hyn.
    main to gham b khareed lata hun.

    aj kal hy mizaj e dil barham.
    rona chahun to muskrata hun.

    roz kehta hun bhool jaon usay.
    roz ye baat bhool jata hun!

    Tags: roz ye baat bhool jata hun

  2. anis says:

    uski yadon me doob jata hun.
    khud ko tanha kbi jo pata hun.

    qatra qatra wajood se le kr.
    khwahishon ko lahu pilata hun.

    log khushiyan talash karte hyn.
    main to gham b khareed lata hun.

    aj kal hy mizaj e dil barham.
    rona chahun to muskrata hun.

    roz kehta hun bhool jaon usay.
    roz ye baat bhool jata hun!

Leave a Reply